Tuesday, March 31, 2015

Khuda tujy har wo khushi day | Urdu poetry

Khuda tujy har wo khushi day | Urdu poetry
Urdu poetry
Mery bus mea nahi gardis-e-ayaan ki doorh lykin,
Khuda tujy har wo khushi day jis ka tu talbgar hai.

Itny zalim na banao | Zalim poetry

Itny zalim na banao | Zalim poetry
Zalim poetry
Itny zalim na banao kuch to marwat sheko,
Tum py marty hain to kaya maar hi dalo gay.

kisi nay dil lagaya tha | Dil poetry

kisi nay dil lagaya tha | Dil poetry
Dil poetry
Khud ki fitrat ko badla hai tujy apna banany k liy,
Karo gay yaad sadiyoo tak kisi nay dil lagaya tha.

Shak to tha hi mohabat | Mohabat poetry

Shak to tha hi mohabat | Mohabat poetry
Mohabat poetry

Shak to tha hi mohabat mea nuqsaan hoga,
Yaqeen na tha k sara hamara hi hoga.

Aaj bohat dukh ho raha hai | Urdu poetry | Mohabbat poetry

Aaj bohat dukh ho raha hai | Urdu poetry | Mohabbat poetry
Urdu poetry | Mohabbat poetry
Aaj bohat dukh ho raha hai haal-e-zindgi per,
Kaash us say hadd mea reh kar mohabbat hoti.

Mauqa Mauqa Advertisement After India Defeat



Gharida Farooqi Taunting Mauqa Mauqa Advertisement After India. Watch in the Video the News Anchor of Samaa Chanel Gharida Farooquie has smashed away to Indian MMedia on The Answer of Mauqa Mauqa. Watch in the video What happened and how she Explained her. Watch in the video.

Ajay Jadeja Telling About Pakistani Star Fast Bowler Wasim Akram



Indian Cricket Team Top Player Ajay Jadeja Telling About Pakistani Star Fast Bowler Wasim Akram That How Much Indian Batsman Are Afraid from him.

Angry Indian Media on His Cricket Team



After the defeat of India in semi final of world cup, All Indian Cricketing experts criticizing Indian player and Dhoni very badly. Media is also not lacking in criticizing Indian team. The Indian Media is bashing Indian Team in a furious way. See an Indian Channel criticizing Their Team and Dhoni Very badly.

Shahid Afridi singing MAUKA MAUKA for Indian


Shahid Afridi singing MAUKA MAUKA for Indian Team on losing in 
Semi Finals vs Australia WC 2015, Afridi Sing this song in a TV Show with Umer Sharif.


Mujy tum sirf mery lagty ho | urdu poetry

Mujy tum sirf mery lagty ho | urdu poetry
urdu poetry
Mujy tum achy ya bury nahi lagty,
Mujy tum khobsorat ya badsorat nahi lagty,
Mujy tum sirf mery lagty ho.

Qasoor nahi is mea kuch b unka | Urdu poetry

Qasoor nahi is mea kuch b unka | Urdu poetry
Urdu poetry
Qasoor nahi is mea kuch b unka,
Hamari caahat hi itni thi k unhe garoor aa gaya.

Jub say asnoo | Sad poetry | Ansoo poetry

Jub say asnoo | Sad poetry | Ansoo poetry
Sad poetry | Ansoo poetry
Jub say asnoo nay bolna sheeka hai,
Lub koi guftagu nahi karty.

Bohat door bhaag jay - sad poetry

Kabi dil kuch haqeeqto k khoaf say cahta hai,
K
Bohat door bhaag jay. 

Hum wo ana parast hain | Urdu poetry

Urdu poetry
Hum wo ana parast hain jo haar k b kehty hain,
Wo manzil hi badnaseeb thi,
Jo hum ko na pa saki.

Preshaani nahi jati | Sad poetry

Sad poetry
Preshaan hony  walo ko,
Sakoon kuch mil b jata hai,
Magar preshaan karny walo ki,
Preshaani nahi jati.

Raviay thaka dyty hain | Sad poetry

Sad poetry
Orat Ko koi kaam kabi thaka nahi pata,
Raviay thaka dyty hain.

Monday, March 30, 2015

Meri qismat mea | Urdu poetry

Urdu poetry
Ay khuda likh do usy meri qismat mea,
Mea nay khoya to bohat kuch hai usy pany k liy.

Mery khawabo say khelny waloo | Sad poetry | Khawab poetry

Sad poetry
Mery khawabo say khelny waloo,
Khel k b asool hoty hain.

Hamesha us insaan k qareeb raho | Urdu poetry | Khushi poetry

Urdu poetry | Khushi poetry
Hamesha us insaan k qareeb raho,
Jo tumhe khushi day,
Lykin is insaan k or b qareeb raho,
Jo tumhary bina khsuh na reh pay.

Tum khaak say uthy ho | Allam iqbal poetry | urdu poetry

 Allam iqbal poetry | urdu poetry
Tum khaak say uthy ho, Kabi bhoolna nahi.
Ay misht-e-khaak! tum ko bulandi agr mily.

Koi ilzaam reh gaya | urdu poetry | ilzam poetry

urdu poetry | ilzam poetry
Koi ilzaam reh gaya hai to wo b mujy day do,
Hum to pehly b bury thy, thory or sahi.

Sunday, March 29, 2015

Waqat teezi say badal gaya | urdu poetry | waqat poetry

urdu poetry | waqat poetry
Waqat teezi say badal gaya,
Or tum waqat say bi tez nikly.

Gam tehreer ho gay hoty | Gam poetry

Aag lag jati subhi oraaq ko,
Gam tehreer ho gay hoty.

Mohabbat ki kitaab | Mohabbat poetry

Mohabbat poetry
Na kholna yea dastaan-e-mohabbat ki kitaab kisi k saamny,
Jis nay samja wo reh ni paay ga,
Or
Jo reh gaya wo samj nahi pay ga.

Mujy gamgeen lagti hain | Urdu poetry

Mujy gamgeen lagti hain
Urdu poetry
Ujala ban k aa jaaoo,
Mery tareek lamho mea,
K tery bin,
Sabi khushiyaan mujy gamgeen lagti hain.

Udaas acha ni lagta | Udaas poetry | Urdu poetry


Udaas poetry | Urdu poetry
Ay khuda un k har lamhay ki hifazat karna,
Masoom sa chera hai,
Udaas acha ni lagta.

Sabaq day gai mohabbat | Mohabat poetry | urdu poetry

Mohabat poetry | urdu poetry
Kuch ni mila bus ik sabaq day gai mohabbat,
Khaak ho jata hai insaan,
khaak k bany insaan k peachy.

Saturday, March 28, 2015

Agr tum ijazat do to | Urdu poetry | Ijazat poetry

Urdu poetry | ijazat poetry
Agr tum ijazat do to,
Chand lafzo mea keh daly,
K tum bin mar to sakty hain,
Tum bin jee nahi sakty.

Nend nahi ati | Nend poetry | Urdu poetry

Nend poetry | Urdu poetry
Kitny nazuk mizaaj hain wo kuch na pouchiaay,
Nend nahi ati inhe, Dharkan k shoor say.

Friday, March 27, 2015

Chal para hu mea zamany k asool per | Sad poetry | Bewafa poetry

Sad poetry | Bewafa poetry
Chal para hu mea zamany k asool per,
Mea ab apni hi baato say mukar jata hu.

Mujy tum say mohabbat hai | Mohabat poetry | Urdu poetry

Mujy tum say mohabbat hai, Had-e intaha tak,
Mujy byaan karna nahi ata,
or,
Samjhna tery bus ki baat nahi.

Barish ka mosam | Barish poetry | Urdu poetry

Barish ka mosam | Barish poetry | Urdu poetry
Barish poetry | Urdu poetry
Dil-e-nadaan pey agr zakham thory kam hoty na,
Bohat pasand ana tha aj ki barish ka mosam.

Agr tum dil say mery ho | Urdu poetry | Dil poetry

Agr tum dil say mery ho | Urdu poetry | Dil poetry
Urdu poetry | Dil poetry
Agr tum dil say mery ho,
To bus ik tum hi kafi ho.

Dard-e judai ki qasam | Dard poetry | Judai poetry

Dard-e judai ki qasam | Dard poetry | Judai poetry
Bytaab hum bi hain,
Dard-e judai ki qasam,
Roota wo b hoga,
Nazarain chura chura k.

Nazar andaaz karny ki saza | Saza poetry | Urdu poetry

Nazar andaaz karny ki saza | Saza poetry | Urdu poetry
Saza poetry | Urdu poetry
Nazar andaaz karny ki saza dyni thi tujy,
Tery dil mea utr jana zaroori ho gaya tha.

Mohabbat ka jawab | Mohabat poetry | Urdu poetry

Mohabbat ka jawab | Mohabat poetry | Urdu poetry
Mohabat poetry | Urdu poetry
Mohabbat ka jawab mohabbat ni, Izat hua karti hai,
Chaa-hay wo muhabbat day kar di jay ya chuuph kar.

Humy koi nahi cahta | Urdu poetry | Tanhai poetry

Humy koi nahi cahta | Urdu poetry | Tanhai poetry
Urdu poetry | Tanhai poetry
Tum yea mat samjhna k,
Humy koi nahi cahta,
Tum chor do gay to mooat apna lay gi. 

Dil Ki Awaz


Ik Ronay Se Tu Mill Jaye Tu KHUDA Ki Qasam
Es Dharti Pe Swan Ki Bharsaat Kardon.

Thursday, March 26, 2015

Bohat masroof zindgi | Zindgi poetry | Urdu poetry

Bohat masroof zindgi | Zindgi poetry | Urdu poetry
Zindgi poetry | Urdu poetry
Bohat masroof zindgi k sil-si-lay hain,
Khuda gawaa hai kon phir b apko rooz yaad karty hain.

Tumhe yea kon batay | Aarzoo poetry | Aansoo poetry

Tumhe yea kon batay | Aarzoo poetry | Urdu poetry
Aarzoo poetry
Tumhe yea kon batay,
Tumhe yea kon samjhaay,
Bohat khamosh rehny say,
Tal-a-uq toot jaty hain.

Hum un ko hi rula dyty | Urdu sad Poetry

Hum un ko hi rula dyty | Urdu sad Poetry
Urdu sad Poetry
Kassh! wo eak Moqa dyty baat karny ka,
Hum un ko hi rula dyty un k sitam suna suna kar.

Gam mea muskurany ki | urdu poetry

Gam mea muskurany ki | urdu poetry
Jis nay adaa sheak li,
Gam mea muskurany ki,
Usy kaya mitaay gi,
Gardashy zamaany ki.

Wednesday, March 25, 2015

Phir Dukh mily gay | Urdu sad poetry | Pyar poetry

Phir Dukh mily gay | Urdu sad poetry | Pyar poetry
Phir Dukh mily gay tyaar reh ay dil,
kuch log peshh aa rahy hain pyar say.

Jeeny day ay Ishq | Urdu sad poetry

Jeeny day ay Ishq | Urdu sad poetry
Na tang ker jeeny day ay Ishq,
Teri qasam mea tery agy,
Haar gaya hu.

Dost ki suchai ka imtehaan na lo | Dosti poetry | Friendship poetry

Kabi apny dost ki suchai ka imtehaan na lo,
kaya pata us waqat wo majboor ho,
or tum aik acha dost kho betho.

Us ki arzoo karna | Aarzoo poetry | Urdu sad poetry

Choor diya hum nay hamesha k liy,
us ki arzoo karna,
Jis ko mohabbat ki qadar na ho usy duaoo ma kaya maangna.

Pyar ata hai | Pyar poetry | Mohabat poetry

Naa ho jaay, Husan ki shaan ma gustakhi kahi,
tum chaly jao,
K tumhe dekh k pyar ata hai.

Dil khool k haansy | sad poetry | Dil poetry

Hamaray liy nahi,
Hum per sahi,
Chalo wo aj dil khool k haansy to sahi.

Ishq to qatil hai | Ishq poetry | Dil poetry

Ishq to qatil hai,
bohat masoom logoon ka,
Jaan-e-ku loog mujrim ko dil mea panhaa dety hain.

Sad poetry | Humsafa koi nahi | Humsafar poetry

humsafa koi nahi
Ajeeb paheliyaan hain hathoo ki lakiroo mea,
Safar hi likha hai magar humsafa koi nahi,

Barish

Barish Poetry

Monday, March 23, 2015

Usy zindgi mubarak | Zindgi poetry | Sad poetry

Mery muqadar mea to teri yaad hai,
Lykin,
Tu jis ka muqar hai usy zindgi mubarak.

Da izhar jaba


 Da izhar jaba gongy shwa ka halat badal badal sho? 
Ay "khatira" za yar heer krm ka us mata na yadegi.

Meri Yehi Adat


Meri Yehi Adat Tum Sab Ko Sada Yaad Rahay Gi
Na Shikwah, Na Koi Gila Jab Bhi Mila Muskra K Mila.


Short Sms, Urdu Short Sms, Urdu Sad Poetry, Urdu Poetry, 
Urdu Sms, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,