Ye aur baat teri gali mein na aayen hum
lekin ye kya ki shahar tera chod jayen hum,
muddat hui hai ku-e-butan ke taraf gaye
aavaragi se dil ko kahan tak bachayen hum,
shayad baqaid-e-zist ye saat na aa sake
tum dastan-e-shauq suno aur sunayen hum,
benur ho chuki hai bahut shahar ke faza
tarik raston mein kaheen kho na jayen hum,
us ke bagair aj bahut jee udas hai
�jalib� chalo kaheen se use dhundh layen hum.

No comments:
Post a Comment